Kya aapko ghumna aur photography karna pasand hai ? aur ho bhi kyu na har kisi ko ghumna and photography pasand hota hai. Agar ghumne and photography ke liye aapko Google ke taraf se free gifts agar mile tab ?
Ji haan Google apne users ke liye local guides le kar aaya hai jise Google ne 2006 pe publicly lunch kiya tha.
Local Guides Kya hai
Local Guides vo hai jiske zariye aap Google Map ko improved karte hai, yaani simple bhasa mein kahe to contributor kehte hai.Local Guides is Free
Local Guides Pe Kaise Work Kare
local guides ke zariye aapke city ke Shop, office, Roads, Building to tag kar Google Map ke search result pe show kara sakte hai.
Isse aapke city Google Map pe kaafi improvement ho jata hai, jisse koi bhi new banda kisi bhi building and office ko easily Google map se search kar Sakta hai
Google Local Guides Benefits
Google Local Guide pe aap agar Map ko improvement karte hai to Google iske liye aapko points deta hai. Points jitna zyada hoga aapke liye utna he accha hoga.
Points zyada hone se level bhi badhta hai jisse aap agar koi bhi new shop ya building ko agar first time tag karte hai to vo tag instantly approved ho jata hai.
Google Local Guides Levels
Level | Points | Badge |
---|---|---|
Level 1 | 0 points | No badge |
Level 2 | 15 points | No badge |
Level 3 | 75 points | No badge |
Level 4 | 250 points | ![]() |
Level 5 | 500 points | ![]() |
Level 6 | 1,500 points | ![]() |
Level 7 | 5,000 points | ![]() |
Level 8 | 15,000 points | ![]() |
Level 9 | 50,000 points | ![]() |
Level 10 | 100,000 points | ![]() |
Source: Local Guide Help and Local Guides Connect
Aaap Google Local guide ki level ko diye gaya Table pe dekh sakte hai. Local Guides points
Maps contribution | Points earned |
---|---|
Review | 10 points per review |
Review with more than 200 characters | 10 bonus points per review |
Rating | 1 point per rating |
Photo | 5 points per photo |
Photo tags | 3 points per tag |
Video | 7 points per video |
Answer | 1 point per answer |
Respond to Q&As | 3 points per response |
Edit | 5 points per edit |
Place added | 15 points per place added |
Road added | 15 points per road added |
Fact checked | 1 point per fact checked |
Eligible list published | 10 points per published list |
Description (in list) | 5 points per description added |
Google Local Guides Pays
Google Local Guide contribution ke liye koi bhi paisa nahi deta hai but Haan agar aapko points and level zyada ho to ye aapke daily life use ke gifts zaoor deta hai vo bhi free mein.
Maine apne Level 7 pe ek Made in Turkey ka Shocks paya tha jiska Pic Main diya hai.
![]() |
Free Gift by Local Guide |
Conclusion:
google local guides ka agar aap help karte hai to in futures pe aapka level 10 agar hota hai to Google ke taraf se bade bade gifts milte hai.Points badhene ke liye aapke mobile pe click kiye gaye photos ko ek saath select kar share kar Map pe click kar de photo auto location deduct kar update ho jayega Google Map pe.
New Road, Building, Office, Shop ko aapke city pe tag nahi hai waha jaye aur photo ke saath tag kare jisse per tag ke 15 points milte hai.
Hope iss article ko padh kar aap google local guides zaoor ho jayenge honge