BlogSpot Blogging ka Top and Free #1 Platfrom hai, lekin ispe kaafi limitation hai. sabse bada limitation ye hai ki ise Google khud control karta hai. agar aap ke blogspot blog pe kisi bhi prakar ka spam ya invaaid activity paya gaya to google iise khud delete kar deta hai.
agar aap iise sahi salamat thik se chalana chahte hai to BlogSpot ki term and condition ko aapko dhyaan se padhna hoga. Google BlogSpot TOS ko padhe.
To Chaliye jante hai BlogSpot Blog ka Complete Backup Kaise Kare?
Iss process ko karne mein 2-3Min ka time lagta hai jo ki bahut he simple hai
Sabse pehle aap blogger websites ya Blogger.com pe jaye aur Blogspot login kare apne gmail ke id and password se
Read More:Blogger BlogSpot Ke Kuch Important Setting Tips – Hindi Main
चलिए जानते है कैसे आप ब्लॉगर ब्लॉग का बैकअप अपने कंप्यूटर या लैपटॉप पे ले सकते है.
- Step-1
aapka blogspot account nahi hai to aap yeha click kar blogspot sign up kar sakte hai.
Blogspot login ho jane ke Baad aap Setting > Manage Blog pe jaana hoga waha aapko Back up content dikhai dega jispe aapko click karna hoga
- STEP-2
Back up content pe click karne ke baad aapke blog pe jitne bhi post hai vo download hona start ho jayega uske baad aap uss content ko dusre kisi bhi wordpress blog pe import kar sakte hai .
Save file ka extention .xml pe hoga aisa karte he aapke saare post aur comments uss .XML file pe store ho jayenge jise aap baad mein kisi dusre CMS (CONTENT MANAGMENT SYSTEM) pe import kar blog ko dubara Live kar sakte hai.