Update: 16/12/2019
Dashing Themes jo ki WordPress Theme Development karta tha ab inhone apni services band kar di hai.
Hello Doston aaj Main aap bloggers ke liye ek Theme ka review le kar aaya hoon. jiska Naam gai Dashing Theme. Ye wordpres theme hai agar aap ek blogger hai aur aapka blog wordpress pe hai to aapko Dahing Theme lagana chahiye. Dashing Theme ek new Branded wordpress theme seller hai market pe aur iski ek aur ye khasiyat ye hai ki ye ek indian wordpress theme store hai jiske Founder hai Kulwant Nagi
Kulwant Nagi Kaun hai?
image Source:facebook
Jaante Hai Kyu?
Kyuki Main Personally nahi but Faceboo pe Unhe jaanta hai. vo 1000 peoples for helps karte hai jinka blogging issue hota hai. yeha tak ki vo affiliate markerter ke rup mein bhi bloggers unko jaante hai.
Chaliye Badte Hai Dashing Theme Ki Review ki Or Jaante Hai aisa kya khaas Hai iss Theme mein
Numbers of Themes:
Abhi filhal Dashing Theme store pe aapko 8 Themes milenge, vo aur themes banane ke liye din raat mehnat kar rahe hai.
Features of Dashing Theme
1. Complete Documentation
Waise to Har Themes pe aapko Documentation milta hai par inke Jaisa support syad kisi aur wordpress theme store pe aapko mil paye. yeha tak ki agar aap inse theme Buy karte Hai to ye aapko live support ke saath saath theme customization pe aapki help bhi karte hai.
2. Responive Themes
Dashing Themes store pe available all themes Responsive hai, jise aap kisi bhi tarah ke device pe run kar dekh sakte Hai Example: Mobile phone, Tablets, Pcs.
3. SEO Friendly
Jaisa i hum sabhi jaante hai loading speed aapke blog ya website traffic ranking pe kaafi mayne rakhta hai. agar aapa blog ya website ki loading speed kam hai to users waise website pe jaana pasand nahi karte hai. agar aap dashing theme se koi bhi theme purchased karte hai to har themes ki loading speed kaafi acchi hai.
6. Support
iss time vo vo apne har customers ki queary ke almost sabhi answer 24hrs ke andar dete hai. but bahut zald vo live upport bhi start karne wale hai.
7. Money Back Guawantee
agar aap ek user hai jisne Dashing Theme se theme purchased kiya hai aur agar aap Dahing Theme se satisfied nahi hai to, aap unhe ek gennuine resion dijiye theme ke upar aur vo aapko aapke total ammount wapis aapko transfer kar denge.
8. License
Single theme ke licence unlimited domains ke liye hai, yaani aap agar koi bhi ek theme kharidte hai to uss theme ko aap unlimited wordpress blogs pe use kar skate hai.
9. Payment Process
Dashing theme abhi Only Credit Card and PayPal Payment accept karti hai.
Free pe Credit Card paane ke liye Yeha Claim Kare
PayPal Account Kaise Banaye Yeha Padhe.
10. Affiliate Programe
Agar aap Affiliate Marketer ho to aap Dashing theme ke affiliate programe ko join kar 70% tak commision each sale pe kama sakte hai.
1. Minimum Payout ki koi Limit nahi hai
2. Monthly Payout dete hai
Buy Dashing Themes
Agar aap koi bhi Theme kharidte Hai to aap iss coupon ko use kare
Coupon:DevanagariTech
Iss coupon se aapko Kam se Kam 50%-60% ka Discount mil jayega